usko chaha to ikrar karna

Uss ko Chaha toa iqrar karna na aya.
Kat gaye umer pyar karna na aya.
Manga uss ne kuch to mangi judai.
Aur ek hum thy k hume inkar karna na aya .

No comments:

Post a Comment